Qataa of Allama Irfan Haider Aabdi Marhoom
 
ham koi raaah ka pathhar to nahin hain jo tum
thhokrein maar k rastay se hata do gay hamein
Apni shehrag se bhi niklay gi sada Haay Hussain
Zaalimon gar Tah e Khanjer bhi lita do gay hamein